watermark logo

Up next

Pehla Nasha Pehla khumar Full HD l Udit Narayan,Sadhana sargaml Jo jeeta wohi sikandar

27 Views· 07/08/23
Debarshi Ganguly
Debarshi Ganguly
2 Subscribers
2
In Songs

Song Title - Pehla Nasha Pehla Khumar
Music Director - Mansoor Khan
Lyrics - Majrooh Sultanpuri
Singers - Udit Narayan, Sadhana Sargam

Movie - Jo jeeta Wohi sikandar
Director - Mansoor khan

Lyrics -

Pehla nasha, pehla khumaar Naya pyaar hai, naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata Pehla nasha, pehla khumaar Udta hi phirun in hawaaon mein kahin Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin Udta hi phirun in hawaaon mein kahin Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin Ik kar doon aasmaan aur zameen Kaho yaaron kya karoon, kya nahin Pehla nasha, pehla khumaar Naya pyaar hai, naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata Pehla nasha, pehla khumaar Usne baat ki, kuchh aise dhang se Sapne de gayi wo hazaaron rang ke Reh jaaun jaise main haar ke Aur choome wo mujhe pyaar se Pehla nasha, pehla khumaar Naya pyaar hai, naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata tu hi bata, tu hi bata

Show more

 0 Comments sort   Sort By


Up next